Kabhi Nirbhaya Damini Ke liye Deep Jalate Dekha Thaa.................
Aaj Ek Balatkari Ke Liye Shehar Jalate Dekha hai...................................
Tu samajh to sahi ek bar mere jajbaton ko....
Yun najar-andaj na kr mere dil ki bataonn ko...
Har pal rahunga sath tere....
Bus ek bar mere hath main de tere hathon ko......
Aaj fir WAQT ne apna rang dikhlaya....
jo karib the mere.....
aaj usko maine Milon door paaya....
ho gaya hu tanha Is kadar.....
piche mudkar dekha to.....
SAAYAA bhi sath na Paya.................